Private bus ka driver..

Private bus ka driver hain to kya hua,
Sat sal ki bacchi ka pita to h, Samne gear se upar,
Hook se latka rkhi hain,
Kanch ki char chudiya gulabi,
Bus ki raftar k mutabik Hilti rehti h,
Jhuk kar mene puch hi liya,
Kha gaya mano jhatka Adhed umar ka muchchad,
Raubila chehra,
Ahista se bola: ha 'sahab' ,
Lakh kehta hu nahi manti muniya, Tange hue hain kai dino se,
Apni amanat yha abba k nazro ke samne..

0 comments:

Post a Comment